
Bheeg jati hai ankhain jab tera naam aata hai
barh jati hai khoon ki rawani jab tera naam aata hai
lakh chahoo main apney mazi sai nikalna anil
har guzarta din mujhe aur bhi us k kareeb lata hai
insaan chalta hai jaha sai wahi laut aata hai
yeh maqoola mohabbat walo ko kia khoob raas ata hai
hum nai wafa bhi ki sitam e wafa bhi dekh liya
aye merey maula mohabbat karney walo pai hi q zawal aata hai
woh jo kahtey hai k mohabbat ab rahi nahi is jahan main
un sai poocho kabhi insan mohabbat k bina bhi g pata hai?
Har ek kehta hai mohabbat hai waqt ka ziya aur us k siwa kuch bhi nahi
yeh hunar har ek k bus ka nahi mera maula jisey chahey wahi isey pata hai
Regards:
Aneel
No comments:
Post a Comment